
Jab Sayyeduna Isa Alaihissalam ki Wiladat ka Waqt aaya to Allah Ta’ala ne Sayyeda Maryam Alaiha Salaam ko Baitul Maqdis se baahar jaane ko kaha. Shayar ne is baat ko yun bayan kiya: Wiladat-e-Isa par Nida aayi ke yahase dur chali jaa, To Bibi Maryam ka sawal Haq Ta’ala se, Kya Mujhme Khaas Zeest-e-Bagh-e-Imran nahi? Rutba Mera Zulaikha aur Hawwa se kum nahi! Kya Mere naseeb me Baitul Haram nahi? To Haq ki nida aayi Ay Maryam! Ye thik hai ke Teri Azmat ki koi hadd nahi Jo kuch bhi hai, Tu Fatimah binte Asad nahi!!!!! Yaani Maula Ali Alaihissalam ki Walida ke Maula-e-Kainat ki Wiladat ke waqt Kaaba ki deewar khul gayi aur Aap andar dakhil hogayin aur Maula-e-Kainat duniya me tashreef laaye!! Aaj bhi Kaabe ki Deewar us Waqiye ke Nishan maujud hain!! Alaihim Afdalus Salawatu was-Salaam

Imam Rabbani Mujadid Alf Thani Hazrat Shaykh Ahmad al-Farooqi al-Sirhindi said :-
‘Allah Azawajal has made Hazrat Maula Ali (a.s) the source of sainthood (Mamba-e-wilayah) and the Spiritual Treasure House it was shared by Hazrath Fatimah (s.a) Imam Hassan (a.s) and Imam Hussain (a.s) as its direct legatees.
Thereafter it was filtered down to the Imams [Imam Zainul Abideen to, Imam Baqir to, Imam Jafar Saadiq to, Imam Musa Kaazim to, Imam Ali Reza to, Imam Muhammad Taqi to, Imam Ali Naqi to, Imam Hassan Askari 11 Imams (a.s).
There were eleven Imams before Hazrath Ghaus ul Azam. The Fountain of Sainthood when it passed to Hazrath Ghaus ul Azam (r.a) held as a trust it will remain with him till the announcment of Imam Mahdi alihe salam Mursiya, Chishtiya, Naqshbandia, Soharwardia Owaisia etc every Tariqah lies under the Wilayah of Hazrat Ghaus ul Azam Till qiyamah can be a wali until from the Office Of Sainthood he gets the approval the stamp of Hazrat Ali (a.s) and Hazrat Ghaus al-Azam (r.a).’
1) Imam Shaykh Ahmad Sirhindi, Al Maktoobat Sharif, Volume 2 Page 328
2) Shah Abdul Aziz Al Muhaddith Dehlvi, Fatwah Aziziya, Volume 1 Page 473