

Silsila e Aaliya Chishtiya Ke Mashoor o Maroof Buzurg Hazrat Sayyid Muhammed Bin Mubarak Kirmani (RaziAllahu Anhu) Apni Kitaab “Siyar Ul Auliya” Me Likhte Hain Ke Janaab e Ameer Ul Momeneen Imam Ali Alaihis Salaam Ne 63 Saal Ki Umr Me Shahadat Paai Abdur Rahman ibn Muljim ( Laanati ) Jo Muawiyah Ki Taraf Se Bheja Gaya Tha.
.
Masjid Ke Ek Hisse Me Aa Chupa Aur Muntazir Raha Hatta Ke Janaab e Ameer Ul Momeneen Imam Ali Alaihis Salaam Namaaz Me Mashghool The Ke Us Ne Apni Zehr Aalud Talwaar Se Zakhm Lagaya…




Ye kitab he Sehrul Auliya, jis me Hazrat Nizamuddin Auliya r.a ke manfuzat un ke aik Mureed or khalifa Syed Mohammad Mubarak kirmani r.a ne apni kitab sehrul Auliya me darj kiye he us ke 22 per likha he ki Hazrat Maula Ali Alaihissalam ko Shaheed karna wala Abdul Rehman ibne muljim Maviya ka hi bheja hua tarafdar he .