






























Eid e Ghadeer Elaan e wilayat e Maula Ali Ul Murtuza (Alehissalaaam)
Kaun hain hamare Ali?
Ali wo Jiske liye RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya:
Aadam Alaihissalam ki takhleeq se 14 hazaar saal pehle Mai aur Ali Allah ki Bargah me Ek Noor they
Ali wo Jiske liye RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya:
Ali ko Meri Mitti se banaya gaya
Ali wo Jiske liye RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya:
Mai aur Ali Ek He Nasab se Hain
Ali wo Jiske liye RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya:
Mai aur Ali Ek He Darakht se Paida Hue Hain(yaani Ek He Shajra, Ek He Nasab)”
Ali wo Jiske liye RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya:
Ali ka Gosh Mera Gosh hai aur Ali ka Khoon Mera Khoon hai
Ali wo Jiske liye RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya:
Ali Mujhse hai aur Mai Ali se Hun.”
Ali wo Jiske liye RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya:
Ali Mere liye aise hai jaise Harun Alaihissalam Musa Alaihissalam keliye
Ali wo Jiske liye RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya:
Mai Ilm ka Shehar hun Ali Uska Darwaza hai, jisko is Shehar me aana ho wo darwaze se aaye
Ali wo Jiske liye RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya:
Jiska Mai Maula Hun uska Ali Maula Hai
Ali wo Jiske liye RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya:
Tum dono jahan me Mere Bhai ho
Ali wo Jiske liye RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya:
Ali Mere Jaisa Hai (ka Nafsi)”
Ali wo Jiske liye RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya:
Ali Mere liye aise hai Jaise Mera Sar Mere Jism keliye!
Ali wo Jiske liye RasoolAllah SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne farmaya:
Ay Allah! Jo Ali se Muhabbat karey Tu usse Muhabbat kar aur jo Is se bugz rakhe Tu us se bugz rakh.
Ab bhi aankh khuli ya aur batayen “Kaun Hain hamare Maula Ali?”
Alaihim Afdalus Salawatu was Salaam
- Imam Ahmad ibn Hanbal, al-Fada’il al-sahaba, vol.2, pg.663 H#1130 from Abdur-Razzak, from Mu’amar, from al-Zuhri, from Khalid ibn Mu’dan, from Zadan, from Salman al-Farsi. (RadiAllahu Anhum)
Imam-al Tabari, al Riyad al Nadirah, vol.2, pg.163- 164 and vol.3 pg.154
Mustadrak al-Hakim, vol.2 pg.609
Imam-al Jawzi in Tadhkirat Al-ashy khawass, pg.46
Musnad al-Firdaus, H#4176 (its mentions 4000 years instead of 14000 years)
Tarikh Damishq ibn Asakir, Vol.3, Pg.154
Imam Dhahabi Mizan al-itidal, vol.1 pg.235
Imam al-Razi in Zayn al Fata fi tafsir Surat Hal ata
Imam Ahmad ibn Hanbal in Zawaid manaqib Amir al Muminin, manuscript.
This tradition has also been narrated by also Ibn Mardawayh, Ibn Abd al Barr, al Khatib al Baghdadi, Ibn al Maghazili, al-Asimi, Shiruyah al Daylami and others from Imam Ali Alaihissalam, Hazrat Salman , Abu Dharr , Anas ibn Malik, Jabir ibn Abd Allah and other companions (RadiAllahu Anhum Ajmaeen) Musnad Ahmad bin Hanbal, vol.4 pg.66 - Tabrani, Mujam al Awsat, 6/162,163 #6085
Haysami, Majma uz Zawaid, 9/168 - Imam Alusi in Tafsir Ruh al-Ma’ani, Vol.6 pg.186
Imam Tabarani in Mujam al awsat, vol.3 - Tirmidhi, vol.13 pg.178
Mujam al awsat Tabarani, vol.3
Manaqib al-Maghazili, pg.122
Asad Al-Ghaba ibn Atheer, vol.4 pg.26
Riyadh Al-Nadhira Tabari, vol.2 pg.216
Manaqib Khawarizmi, ch.14, pg.87 - Tabrani Mujam al Kabir, 12/18, #12341
Haysami, Majma uz Zawaid, 9/111 - Sahih Bukhari (Baab)
Tirmizi, Jaame al Sahih, 5/632, #3712
Ibne Hibban, Sahih, 15/373, #6929
Hakim, Mustadrak, 3/119, #4579
Nasayi, Sunan al Kubra, 5/132, #8484
Ibne Abi Shaibah, Musannaf, 6/372,373, #32121
Abu Ya’ala, Musnad, 1/293, #355
Tabrani, Mujam al Kabir, 18/128, #265 - Sahih Bukhari, 4/1602, #4154
Sahih Muslim, 4/1870, 1871, #2404 - Tirmzi, Jaame as Sahih
Hakim, Mustadrak - Ye Hadees-e-Pak 150 se zyada alag alag sanado se riwayat hui hai hamari Ahle Sunnat ki kitabo me. Batao kitne refence chahiye.
- Tirmizi, Jaame as Sahih, 5/636, #3720
Hakim, Mustadrak, 3/15, #4288 - Sunan al-kubra Nasai, vol.7 #8403
Fazail e sahaba Ahmad, vol.2 #966
Khasais e Ali Nasai, pg.63 #71
Musnad ibn abi Shaybah, vol.6 #32077 - Mustadrak Hakim, vol.3 pg.141
Al-Jami Suyuti, vol.1 pg.583
Sawaiq al-muharriqa Haythami, pg.125
Tarikh Baghdad Al-Baghdadi, vol.1 pg.51
Hilyat ul-Awliya Asfahani, vol.1 pg.182
Al-Riyadh Al-Nadihra Tabari, vol.2 pg.219
Manaqib, Khawarizmi, ch.14, pg.91 - Tabrani, Mujam al Kabir, 2/357, #6505
Haysami, Majma uz Zawaid, 9/106
Hisamuddin Hindi, Kanzul Ummal, 13/138,139, #36437
Ibne Asakir, Tarikh e Damishq al Kabir, 45/179
Allahumma Salle Ala Sayyedina wa Maulana Muhammad wa Ala Sayyedina Aliyyuw wa Sayyedatina Fatimah wa Sayyedatina Zainab wa Sayyedina Hasan wa Sayyedina Hussain wa Ala Aalihi wa Sahbihi wa Baarik wa Sallim.

18 Zilhajj youm e taj poshit
Ghadeer e Khum mubarak
Shehzada E Khwaja Abu Talib علیہ السلام, Sajjada Wa Janasheen E Rasool صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم, Akhi E Rasool ع, Wasi E Rasool ع, Amir Ul Mominin, Imam Ul Muttaqin, Mazhar Ul Azayib Wal Gharaib, Noor Ul Mashariq Wal Magharib,
Bab Ul Irfan, Sareh Sitta Wal Quran, Natiq E Quran, Imam Ul Mubeen, Kashif Ul Ramz Wal Asrar, Qasim Ul Faiz Wal Anwar, Asadullah E Ghalib, Abul Hasnain, Abu Turab, Huzoor Syedna Murshiduna Maulana Imam Ali Ibne Abi Talib کرم اللہ تعلی وجہہ الکریم و علیہ السلام و رضی اللہ عنہ
Tamam Sadaat E Ikram Wa Ghulaman E Ahlebayt E Kareem Ko Bohot Bohot Mubarak❤

18 Dhu-‘l-Hijjah Eid-E-Ghadir
.
Aalame Islam Ko Eide Ghadir Bohat Bohat Mubarak…
Tumhaa Naam Le Liya To Sar Se Har Bala Tali
Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali, Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali Ali
KarramAllahu Ta’ala Waj’hah-ul-Karim
“Bara’ Bin ‘Aazib RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Se Riwayat Hain Hum Rasoole Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ke Saath Safar Par They, (Raaste Me) Hum Ne Ghadir Khum Me Qiyaam Kiya. Waha’n Nida Dee Ga’i Ki Namaz Khadi Ho Ga’i Hai Aur Rasoole Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ke Li’e Do² Darakhto’n Ke Neeche Safaa’i Kee Ga’i, Pas Aap SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Namaze Zuhr Ada Kee Aur Hazrat ‘Ali KarramAllahu Ta’ala Waj’hah-ul-Karim Ka Haath Pakad Kar Farmaya : ˝Kya Tumhe’n Ma’loom Nahin Ki Mein Momino’n Kee Jaano’n Se Bhi Qarib Tar Hoo’n? Unhone Kaha : Kyon Nahin! Aap SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Farmaya : ˝Kya Tumhe’n Ma’loom Nahin Ki Mein Har Momin Kee Jaan Se Bhi Qarib Tar Hoo’n? Unhone Kaha : Kyoon Nahin! Raawi Kahta Hai Ki Phir Aap SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Hazrat ‘Ali KarramAllahu Ta’ala Waj’hah-ul-Karim Ka Haath Pakad Kar Farmaya : ˝Jis Ka Mein Mawla Hoo’n Us Ka ‘Ali Mawla Hai. Aye Allah! Use Too Dost Rakkh Jo Ise (‘Ali KarramAllahu Ta’ala Waj’hah-ul-Karim Ko) Dost Rakkhe Aur Us Se Adaawat Rakkh Jo Is Se Adaawat Rakkhe.” Raawi Kahta Hai Ki Is Ke Baa’d Hazrat ‘Umar RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Ne Hazrat ‘Ali KarramAllahu Ta’ala Waj’hah-ul-Karim Se Mulaqat Kee Aur Un Se Kaha : ˝Aye Ibn Abi Talib! Mubarak Ho, Aap Sub’h-o-Sham (Ya’ni Hamesha Ke Li’e) Har Momin Wa Mominah Ke Li’e Mawla Ban Ga’e.”
–
[1-Ahmad Bin Haal Ne “Al-Musnad (04/281)” Me Bara’ Bin Abi RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhuma Se Yeh Hadith Do² Mukhtalif Isnaad Se Bayan Kee Hai.
2-Ibn Abi Shaybah Fi Al-Musannaf, 12/78, Raqam-12167,
3-Muhibb Tabari Fi Dhakha’ir-ul-Uqba Fi Manaqibi Dhawi-‘l-Qurba,/125,
4-Muhibb Tabari Fi Ar-Riyad-un-Nadirah Fi Manaqib-il-‘Ashrah, 03/126, 127,
5-Munawi Ne “Fayd-ul-Qadir (06/217)” Me Likha Hai Ki Jab Hazrat Aboo Bakr Wa ‘Umar RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhuma Ne Huzoor Nabiyye Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ka Qaul “ مَنْ كُنْتُ مَوْﻻَهُ فَعَلِىُّ مَوْﻻَهُ ” Suna To (Hazrat ‘Ali KarramAllahu Ta’ala Waj’hah-ul-Karim Se) Kaha : “Aye Aboo Talib Ke Bete! Aap Sub’h Wa Shaam (Ya’ni Hamesha Ke Li’e) Har Momin Aur Mominah Ke Mawla Qaraar Paaye.”
6-Hisam-ud-Deen Hindi Fi Kanz-ul-’Ummal, 13/133, 134, Raqam-36420,
7-Ibn ‘Asakir Fi Tarikh Dimashq Al-Kabir (Tarikh Ibn ‘Asakir), 45/167, 168,
8-Imam Ahmad Bin Hanbal Ne Apni Kitab “Fada’il-us-Sahabah (02/610, Raqam-1042)” Me Sayyidina ‘Umar Farooqe RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Waali Haizi Me In Alfaaz Ka Izaafa Kiya Hai Ki Huzoor Nabiyye Akram SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Farmaya :و عاد من عاده و أنصر من نصره، و أحب من أحب.
قال شعبة : أو قال : و ابغض من أبغضه “(Aye Allah!) Jo (‘Ali) Se Adaawat Rakkhe Us Se Too Adaawat Rakkh Jo (‘Ali) Kee Madad Kare Us Kee Too Madad Farma, Jo Is Se Muhabbat Kare Too Us Se Muhabbat Kar. Shu’bah Ka Kahna Hai Ki Is Kee Jagah Huzoor SallAllahu Ta’ala ‘Alayhi Wa-Aalihi Wa-Sallam Ne Farmaya : Jo (‘Ali) Se Bughz Rakkhe Too (Bhi) Us Se Bughz Rakkh.
9-Ibn Athir Fi Usd-ul-Ghabah Fi Ma’rifat-is-Sahabah, 04/103,
10-Dhahabi Ne Siyar A’lam-in-Nubala’ (02/623, 624)” Me Kaha Hai Ki Hazrat ‘Umar RadiyAllahu Ta’ala ‘Anhu Ne ‘هنيئا يا على’ ‘(Aye ‘Ali! Aap Ko Mubarak Ho)’ Ke Alfaaz Kahe.
11-Ibn Kathir Fi Al-Bidayah Wa An-Nihayah, 04/169,
12-Ibn Kathir Fi Al-Bidayah Wa An-Nihayah, 05/464.]

18 Zilhajj youm e taj poshit
Ghadeer e Khum mubarak
Shehzada E Khwaja Abu Talib علیہ السلام, Sajjada Wa Janasheen E Rasool صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم, Akhi E Rasool ع, Wasi E Rasool ع, Amir Ul Mominin, Imam Ul Muttaqin, Mazhar Ul Azayib Wal Gharaib, Noor Ul Mashariq Wal Magharib,
Bab Ul Irfan, Sareh Sitta Wal Quran, Natiq E Quran, Imam Ul Mubeen, Kashif Ul Ramz Wal Asrar, Qasim Ul Faiz Wal Anwar, Asadullah E Ghalib, Abul Hasnain, Abu Turab, Huzoor Syedna Murshiduna Maulana Imam Ali Ibne Abi Talib کرم اللہ تعلی وجہہ الکریم و علیہ السلام و رضی اللہ عنہ
Tamam Sadaat E Ikram Wa Ghulaman E Ahlebayt E Kareem Ko Bohot Bohot Mubarak❤

18 Zilhajj ko Roza rakhne ki zabardast Fazilat!
Hazrat Abu Huraira RadiAllahu Anhu se riwayat hai ke jisne 18 Zil Hijja ko Roza rakha uske liye 60 mahino ke rozo ka sawaab likha jaega, aur ye Gadeer-e-Khum ka din tha jab Huzoor Nabi-e-Akram SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallam ne Hazrat Ali Alaihissalam ka Haath pakadkar farmaya: Kya Mai momino ka Wali nahi hun? Unhone arz kiya: Kyon nahi, Ya RasoolAllah! Aap SallAllahu Alaihi wa Aalihi wa Sallamne farmaya: Jiska Mai Maula Hun uska Ali Maula Hai. Is par Hazrat Umar ibne Khattab RadiAllahu Anhu ne farmaya: Mubarak ho! Ay Ibne Abi Talib! Aap Mere aur har musalman ke Maula tehre. (Is mauqa par) Allah Ta’ala ne ye Aayat Naazil farmayi:
“Aaj Maine Tumhare Liye Tumhara Deen Mukammal Kardiya.”
Tabrani, Mujam al Awsat, 3/324,
Khatib Baghdadi, Tarikh-e-Baghdad, 8/290
Ibne Asakir, Tarikh e Damishq al Kabir, 45/176, 177
Ibne Kaseer, Bidaya wan Nihaya, 5/464
Raazi, Tafseer Kabir, 11/139
Dr. Tahir-ul-Qadri, Kanzul Mattalib fee Manaqib Ali ibne Abi Talib Alaihi-Mussalam
As Sayful Jali ala munkir-e-Wilayat e Ali Alaihissalam

ईद-ए-ग़दीर तमाम मुहिब्बान ए अहलेबैतع को बहोत बहोत मुबारक हो
◆ क्या हुआ था ग़दीरे खुम में ?
◆ हुज्जतुल विदाअ (18 ज़िलहज)
हुज़ूर ﷺ ने अपना हज मुकम्मल किया और मदीने की वापसी पर अचानक रुक गए और सब मुसलमानों को ग़दीरे खुम में बुलाया
◆ पैग़ामे ईलाही
ऐ रसूल! जो कुछ आपकी तरफ आपके रब की जानिब से नाज़िल किया गया है वोह सारा लोगों को पहोंचा दीजिए, और अगर आपने ऐसा न किया तो आपने रब का पैग़ाम पहोंचाया ही नही और अल्लाह लोगों से आपकी हिफाज़त फरमाएगा, बेशक अल्लाह काफिरों को राहे हिदायत नहीं दिखाता
◆ खुतबा
जब मुहाजिरीन और अंसार जमा हुए तो हुज़ूर ﷺ ने तवील खुतबा दिया और फरमाया: “ऐ लोगों, तुम किस चीज़ की गवाही देते हो?”
लोगों ने कहा: “हम गवाही देते है कह अल्लाह के सिवा कोई ईबादत के लायक नही है।”
◆ अहले बैतع
हुज़ूर ﷺ ने फरमाया: “ऐ लोगों, मैं तुम्हारे दरमियान 2 भारी चीज़ें छोड़ कर जा रहा हूँ, जब तक तुम इसको पकड़े रहोंगे गुमराह नहीं होंगे, 1) क़ुरान और 2) मेरी अहले बैतع।”
◆ ऐलाने विलायत
फिर हुज़ूर ﷺ ने मौला अलीع का हाथ उठा कर फरमाया: “मन कुन्तो मौला फ हाज़ा अलियुन मौला।”
_तर्जुमा_ “जिस का मैं मौला हूँ उसका अलीع मौला है।”
◆ सूरह अल माइदाह आयत-3
الْيَوْمَ أَكْمَلْتُ لَكُمْ دِينَكُمْ وَأَتْمَمْتُ عَلَيْكُمْ نِعْمَتِي وَرَضِيتُ لَكُمُ الْإِسْلَامَ دِينًا ۚ
आज मैंने तुम्हारे लिए तुम्हारा दीन मुकम्मल कर दिया और तुम पर अपनी नेअमत पूरी करदी और तुम्हारे लिए इस्लाम को बतौरे दीन पसंद कर लिया।