





रब की तौहीद, नबी का कलमा,विला-ए-मुर्तज़ा
सब को बचाने आ गया मरकज़ ए
तोहिद क़ाबतुल्लाह से करबला में क़ाफ़िला हुसैन का
जैसे ही इमाम हुसैनa.sने करबला की ज़मीन पर क़दम रखा वह ज़र्द हो गई और एक ऐसा गुबार उठा जिससे आपके चेहरे पर परेशानी दिखाई देने लगी
ज़नाबे उम्मे कुलसुम(S) ने इमाम हुसैनa.sसे कहा कि भाई यह कैसी ज़मीन है की यहाँ हमारा दिल दहला जा रहा है
इमाम हुसैनa.sने फ़रमाया कि यही वह जगह है जहाँ बाबा ने सिफ्फीन के सफ़र में ख्वाब देखा था यानी यही वह जगह है जहाँ हमारा खून बहेगा
😭😭😭😭😭
लब्बैक या हुसैन अलैहिस्सलाम


umrey saad ka jawab_ham acche janwar le ke aye hai jo khaye piye hai
7 moharram ko ibne jiyad ne firse khat likha gin ke bata HUSSAIN KHEMEY kitne hai
umrey saad ka jawab_hamari talwarey tez hai nezey taiyaar hai khanjar hamne nikala huwa hai
8 moharram ko fir khat likha mein puch raha hun gin ke bata HUSSAIN ke khemey kitne hai
Umrey saad ka jawab_hamari fooz kafi badi hai pareshan hone ki jarurat nahi be fikar raho
9 ko fir khat likha mein tujse puch raha hu HUSSAIN ke gin ke bata khemey kitne hai
Umrey saad ka jawab_ham taiyaar hai todi hi der mei HUSSAIN KO gher ke mar denge
ibne jiyad ne 9 ko hi firse khat likha mein tujhe tere ohdey se majul kar dunga gin ke bata HUSSAIN KE KHEMEY kitne hai
umrey saad ne khat pad pad ke jawab mein likha_Kiski maa ne itna khalish dudh pilaya hai ki ABBAS ke hote huye HUSSAIN KE KHEME gin ke bata sake




aao sab kuch tumhe batlana hai
Me hu tanha ho kaha tum
Aao sab kuch tumhe batlana hai
Baba jab tum gye maida’n ki taraf
Aayi na kuch bhi tumhari ek khabar
Baba Zalim ne bada zulm Kiya
Bundi kaano se mere chin liya
Baba neele hai yeh ruksaar yaha
Baba sab lut gaya jau me kaha
Baba kaise me yaha sou bhala
Baba seene se lagalo na zara
Mere baba ho kaha tum
Aao sab kuch tumhe batlana hai
Me hu tanha ho kaha tum
Aao sab kuch tumhe batlana hai
Baba jab mujhko tamache the lage
Dard se boli me baba baba
Baba fuppi ki chini hai Chadar
Bhaiya Sajjad bhi hai khoon me tarr
1300 mil ka woh lamba safar
Baba gardan pe mere tauk wajan
Kaise dekha hai maine woh Manzar
Bhaiyaa Asgar ka tha sar naize par
Haaye kaise maine Manzar dekha
Ammu abbas ke baazu the jidhar
Me thi royi…,hayee tadpi…
Kaise phir maine woh Manzar dekha
Mere baba…. sabse uchaa….
Phir maine aapka bhi sar dekha
Mere baba ho kaha tum
Aao sab kuch tumhe batlana hai
Me hu tanha ho kaha tum
Aao sab kuch tumhe batlana hai
Haye “Aadil” ne bhi Phir girya kiya
Isse aage nhi kuch hota bayan
Aye sakina…, kare qubool….
Mujh gunahgar ki bhi ho baqshish
Apne baba se yeh kehna
Bar e mehshar kare mujhko bhi Qubool
~Mohammad Aadil Shaikh



Yaani Hussain ibn e Ali jaan-e-Aulia.
zauq-e-digar bajaam-e-shahadat azo raseed,
shauq-e-digar bamasti-e-irfan-e-Aulia
Chun sahib-e-maqaam-e-Nabi-o-Alistou,
Hum fakhr-e-Ambiya shuda hum shan-e-Aulia.
Aaeena-e-jamaal-e-Ilaahist sooratash,
Zanro shudast qibla-e-imaan-e-Aulia.
Taqard sarf-e-haq sar-o-samaan-e-hastiyash,
Goye sabak rabooda zameeran-e-Aulia.
Daarad `Niyaz’ hashr khud um’meed ba Hussain,
Ba Auliast hashr muhib’baan-e-Aulia.
~Shah Niyaz Ahmed Rehmatullah alayhi
English Translation –
O heart! Hold the skirt of the emperor of Aulia (friends of Allah).
That means Imam Hussain ,who is the soul of Aulia.
He had other willingness and so he chose to taste martyrdom ,
There is a different ecstasy due to the Divine knowledge available with Aulia.
His position is like Huzur Nabi Kareem and Hazrat Ali,
He is the pride of the Prophets and also of Aulia.
He is the mirror (reflection) of Allah’s elegance,
He is the reference for the faith of Aulia.
They agree to spend their belongings and life for the supreme truth ( Allah),
This lesson is to be learnt from the life of Aulia.
‘Niyaz’ has left his decision of the judgement day in hope of Hussain,
The faith of Lovers of Aulia will be similar to that of Aulia.
_
اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى سَيِّدِنَا مُحَمَّدٍ وَعَلَى آلِ سَيِّدِنَا مُحَمَّد



