
History of Imaam Zaamin !
Maamun Rashid ke dour mein Maula Imaam Ali Raza (a.s) ke Naam ke sikkey par paabandi lagayi or Yeh elaan karaya gayaa ki jiss ke pass sikka hoga uss ko 80 korye maarye Jayenge tab Maula Raza (a.s) ne sab sikkey jamma karwa ke sab ko kahaa ke “Ek Ek apney baazu par baandh lo tab ek Sahaabi ne kahaa Maula yeh hamari Jaan ka maslaa hai or Aap kehey rahey hain baazu par baandho To Maula Raza (a.s) ne yeh farmaya !
“Hamarey Naam Kaa Sikkaa Sajaao Baazu Par, Phir Aaj Se Ye Tumhara Imaam Zaamin Hai”
{Salaam Yaa Imaam-e-Zaamin Yaa Maula Imaam Ali Raza a.s}