
Madine ke moti 357









8 Zilhajj Safar-e-Karbala
Imam E Hussain Jab Hajj Kar Rahe Thay Toh Unhey Janab e Muslimr Ka Khat Mila ke YazeedJ Aap Ko Shaheed Karne ke Iraadey Se Makkah Apne Sipahi Ko Bhej Raha Hai..
Tab Imam Ne Khat Padh’kar Surah 5 Ki Aayat 63/78-79 Ki Tilawat Ki.., Us K Baad Surah 9 Ki Aayat 97 Ki Tilawat Ki Aur Haj Ko Umraa Me Tabdeel Kiya..
Imam ke Paas Khat 7 Zilhajj Ko Aagya Tha Aur Imam Ne 8 Zilhajj Ko Makkah Chord Diya..,
Kyuñki Imam Nahi Chahtey Thay ke Unke Nana Khoon Bahaya Jaaye.. ke Sheher Me Ye Baat Uss Waqt ke Haajioñ ko Batayi Gayi..,
Imam ke Makkah Se Nikalne ke Baad Kaba Sharif Ko Band Kiya Gaya… 8 Zilhajj, 60 Hijri ko Hajj Rok Diya Gaya Tha!
Refrence : The Karbala Pg- 23/24/25.
اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى سَيِّدِنَا مُحَمَّدٍ وَعَلَى آلِ سَيِّدِنَا مُحَمَّد ﷺ
Makka Udaas karke Shahe Karbala Chale,
Apne Tamam saath liye Qafila Chale,
Jaan e Batoolس Qalb e Shahe Lafata Chale,
Kaabe ke Aas paas ye Karke Buka Chale,
Aye Bayt e Kirdigar Shahadat Qareeb hai,
Ye Aakhiri Tawaf e Husainع e Qareeb

Imam E Hussain۴ Jab Hajj Kar Rahe Thay
Toh Unhey Janab e Muslim۴ Ka Khat Mila
ke Yazeedل Aap Ko Shaheed Karne ke
Iraadey Se Makkah Apne Sipahi Ko
Bhej Raha Hai..
_
Tab Imam۴ Ne Khat Padh’kar Surah 5 Ki
Aayat 63/78-79 Ki Tilawat Ki.., Us K Baad
Surah 9 Ki Aayat 97 Ki Tilawat Ki Aur Hajj
Ko Umraa Me Tabdeel Kiya..
_
Imam۴ ke Paas Khat 7 Zilhajj Ko Aagya
Tha Aur Imam۴ Ne 8 Zilhajj Ko Makkah
Chord Diya.., Kyuñki Imam۴ Nahi Chahtey
Thay ke Unke Nanaﷺ ke Sheher Me
Khoon Bahaya Jaaye..
_
Ye Baat Uss Waqt ke Haajioñ ko Batayi
Gayi.., Imam۴ ke Makkah Se Nikalne ke
Baad Kaba Sharif Ko Band Kiya Gaya..
_
8 Zilhajj, 60 Hijri ko Hajj Rok Diya Gaya Tha!
Chorr Diya Khuda ka Ghar, Khudayi k Waastey,
Lo Chal Diye Hussain۴, Shahadat k Waastey!
_
اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى سَيِّدِنَا مُحَمَّدٍ وَعَلَى آلِ سَيِّدِنَا مُحَمَّد

8ज़िल्हज्ज #काबे_से_करबला_का_ सफर
इमाम ए हुसैन۴ जब हज्ज कर रहे थे
तो उन्हे जनाब ए मुस्लिम۴ का ख़त मिला
के यज़ीद (लानती) आप को शहीद करने के
इरादे से मक्का अपने सिपाही को को भेज रहा है..
तब इमाम ع ने खत पढ कर सुराह5आयत की
आयत 63/78-79 की तिलावत की.., उसके बाद सूरह 9 की आयत 97 की तिलावत की और हज को उमरा में तबदील किया.. _ इमाम ع के पास खत 7 ज़िल्हज्ज को आया
था और इमाम ع ने 8को ज़िल्हज्ज को मक्का
छोड़ दीया.., क्योंकी इमामع नहीं चाहते थे के उनके नाना ﷺ के शहर में
खून बहाया जाए.. 8 ज़िल्हज्ज, 60 हिजरी को हज रोक दिया गया था! संदर्भ :: द कर्बला पेज- २३/२४/२५। ————————————————– ——————- चोर दिया खुदा का घर, खुदाई के वास्ते, लो चल दिए हुसैन, शहादत के वास्ते! _ اللهم صل على سيدنا محمد وعلى آل سيدنا محمد _ मुहम्मदी मौलाई पंजैतन अहले बैत 12 इमाम 14 मासूमीन सफर_ए_इमाम_हुसैन कर्बला आगाज़_ए_करबला या_हुसैन4 लब्बैक_या_हुसैन4 इस्लाम सूफीस्म
बज्म_ए_हैदर ✋










7 Zil Hajj
1328th Yaume Shahadat
Aaimma e Ahle Baith Ke 5we Imaam Tajdar e Imamat wa Wilayat Aale Rasool Aulad e Mola Ali o Syyeda Batool Dilbar e Imaam Hussain Jigar Gosha e Imaam Zainul Aabedin Baaqir ul Uloom e Huda Hazrat Syedna Mola Imaam Muhammad Baqar (Alahis Salam)
Aapki Wiladat 1 Rajab ul Murajjab 57 Hijri Mutabik 676 Esvi Ko Madina Paak Me Hui, Aapki Shahadat 7 Zil Hajj 114 Hijri Mutabik 28 January 733 Esvi Ko Hui, Aap Mola e Kaynat Hazrat Syedna Mola Imaam (Ali Alaihis Salam) Ke Parpote Imaam e Aalimaqaam Hazrat Syedna Mola Imaam Hussain (Alaihis Salam) Ke Pote Aur Sayyed us Sajideen Hazrat Syedna Mola Imaam Ali Al Zainul Aabedin (Alahis Salam) Ke Shahzade Aur Tajdar e Imamat wa Wilayat Hazrat Syedna Mola Imaam Jafar Sadiq (Alaihis Salam) Ke Walid e Majid Hain, Aap Aaimma e Ahle Baith e Pak Ke 5we Imaam Hain, Imaam e Aazam Abu Hanifa Hazrat Noman Bin Sabit (Razi Allahu Tala Anhu) Bhi Apke Shagird Hain, Aapka Mazar Mubarak Jannatul Baqi Sharif, Madina Pak, Saudia Arabia Me Marjai Khaliak Hain…


